Ishita : wo gallery me jo hua...
Raman : plz mujhe sharminda mat karo koi meri biwi se ese baat karega or main use chod dunga kya
Ishita : hmmm
Ramans word in Ishitas mind koi meri patni se ese baat karega ese chod dunga kya,chod dunga kya
Raman drifted to sleep but Ishita still in Ramans word...with this thoughts she try to sleep but use neend kaha aani thi...
with each passing moment for Raman like Ishita one step away from her and for Ishita Raman kanature,Raman ki baate,Raman ki aadate sab kuch attractive thi wo shayad Ramanko pasand karne lagi thi.but wo khud confused thi...
Part 5
Nxt day both left for Granada city...
After 2 hours journey they reach Granada city...
Hotel sends cab for them
After half an hour they reache
hotel FONTECRUZ GRANADA
Raman : Ishita tum rest karo main yaha pass me hi ek picture gallery hai jab hum aa rahe the jab maine dekhi thi main kuch information leke aata hu...
Ishita : kya Raman mujhse jayada jaldi to aapko hai thoda rest kar lete hai then fir lunch karke sath me chalenge...
Raman : ahh ahh Raman searching for word thik hai...
Ishita : kya hua Raman kuch problem hai...
Raman : nahi nahi koi problem nahi hai...
Ishita : bataiye naa kuch problem hai kya ab mera itna haq bhi nahi raha ki aap mujhse apni problem share kare and she turns her face...
Raman : nahi Ishita tum ese kyo bol rahi hi ho mere uppar tumahara pura haq hai...wo main ...main...
Ishita : main main kya Raman...
Raman : main yaha ek La tomatina festival hota hai usme jaana chahta hu jab se suna bahut man hai ab maine us gallery pe maine dekha festival ka to socha tumahara bhi kaam ho jata mera bhi...
Ishita : kaam ???
Raman : ha kaam i mean agar us gallery se Amit ka koi address ya aaspas hone wale koi exhibition ka pata chal jaata aur wo festival kaha hai sab info mil jaati...
Ishita : Raman itni jaldi chutkara paana chahte ho mujhse...
Raman : Ishita ye tum kya keh rahi rhi mera bus chale to main tumhe kabhi bhi and he stops...and looks Ishita...whos back faces Raman
Ishita smiles and said its ok Raman main bhi jaana chahti hu is wat name of festival...
Raman : La tomotina...tum janti ho is festival ke baare me...
Ishita : nahi bus itna pata tomato se khela jaata hai...
Raman : yes its like holi but yha colors ki jagah tomato's se kheli jaati hai i m very exicted...chalo chalo tum fresh ho main kahane ka order deta hu...
Mera bus chale to main tumhe kabhi
Mera bus chale to main tumhe kabhi ...Ishita goes to bathroom with thought and slight smile which is noticed by Raman...
Ye Ishita smile kyu kar rahi thi kahi ise ...with this thought Raman call and order lunch...
Ishita came from bathroom still Raman's word in Ishita's thought and she smiles ...
Raman ye dekhta hai usse raha nahi jaata wo puch leta hai...
Kya baat hai Ishita jab se dekh raha hu tum smile kar rahi ho mujhe bhi batao kya baat hai main bhi smile kar luu...
Ishita came to reality and said nahi to main kaha smile kar rahi hu...
Raman : comon on Ishita batao naa...plz kahi meri kisi baat pe to nahi...Raman said with his eyebrow up
Ishita with smile nahi esi koi baat nahi hai Raman...
Raman pointing finger dekho fir tum has rahi ho batao naa...
Ishita : pahle aap bataiye...
Raman : main kya batau...
Ishita : wahi baat jo aapne abhi thodi der pahle puri nahi boli thi...
Raman understand wat Ishita said but he said : kaun si baat...
Ishita : wahi mera bus chale to main tumhe kabhi bhi...kabhi bhi kya Raman...
Raman : ahhh ahhh Ishita with scratching his temple...its nothing related to u rahne do naa...
Ishita : ok same meri smile nothing related to u rahne do...
Raman look in Ishita's eyes and Ishita in Raman's eyes...both share a eyelock...
Bg
Pal badegi ye chahte Kabhi Kam na hogi ye Mohabbatein......
Knock knock
Both came to reality
Someone knock the door...
Raman open the door
sir ur order...
Come...
Waiter place order and left...
Both with lil chit chat finish lunch a d left for gallery...
Raman goes to reception and inquiry abt Amit and ask abt la tomatina festival...
When Raman came to Ishita and said :
Yaha Amit ki koi info nahi mili...
Or festival ki Ishita said...
Raman amazed and think ye Ishita ko kya hua maine socha ki Ishita disappoint hogi ye sunke but isne to react hi nahi kiya or ulta festival ka puch rahi...
Raman Raman kaha kho gaye...featival kab hai...
Raman : wo wo festival 2 din baad hai but hame waha car se jaana padega koi flight ya kuch or nahi hai...
Ishita : its ok waise bhi nature ka maja to car se hi hai...ab chale...
Raman doesnt understand Ishita's behaviour he said ha chalo...
They back to hotel again...
In hotel room...
Ishita in balcony...hand on railing she staring the sky...
Raman came and stand right side her...and said kya dekh rahi ho sky ko ese ghur ghur ke...
Ishita : kuch nahi Raman...
Raman : ek baat puchni thi..
Ishita : mujhe pata hai aapko kya puchna hai...
Raman : kya ???
Ishita : yahi naa ki jab gallery se aapko Amit ki koi info nhi mili to ye puchne ki jagah maine aapse festival ke baare me pucha...
Raman : haa haa but Ishita cut him between and said...
Ishita : Raman aap is festival ke liye kitne exicted hai ye excitment main aapke chehre pe dekh sakti hu aur main Amit ki baat karke aapki excitment ko khatm nahi karna chahti thi...main jaanti hu ki aap apna 200% de rahe hai Amit ka pata lagane me lekin jab kuch clue hi nahi hai to us baat ke liye kyo dukhi hona...
Raman : wah Ishita meri nazro me tumhari izzat aaj or bad gayi hai...
Ishita : thank u Raman...
Raman : ek or baat ye baat tumhe kaise pata ki main kya puchne wala tha...
Ishita : itne dino se sath me rah rahe hai Raman...patni naa sahi ek dost ki nazar se aapko pehchanne lagi hu main mujhse kuch nahi chupta and winks...
Raman : ohh tab to mujhe bach ke rahna padega...and he laugh
Seeing Raman laughing after so many days Ishita just starred him...
Raman : kya ese kya dekh rahi ho...
Ishita : dekh rahi hu ki aap haste huye kitne acche lagte hai...
Hearing this Raman blush...and he looks in the sky...
And said tum bhi haste huyi bahut acchi lagti hooo...
Ishita just smile hear this...
Raman dekho tutta tara(star)
Kaha wo waha...pointing to left side in sky...
Chalo kuch maangte hai...but aankhe band karke...
Ishita : aap bhi ye sab maantte ho...
Raman : ahh baad me baate warna wish puri nahi hogi...and he puts hand on Ishita's eyes...
And both make a wish...
Finally ..
Ishita laugh kya Raman aap itne bade business man ho aap in sab baato me yakin rakhte ho...
Raman : haa yakin rakhta hu aur aage bhi rakhunga...tum in sab chizo ko nahi maanti ho kya...
Ishita : maanti hu par...
Maantj hu par mere saamne sharma rahi thi Raman said cutting her in between...
Ishita just smile...to kya maanga aapne...
Raman : batane se wish puri nahi hoti...
Ishita : comeon Raman aap ke pass to sab kuch hai ...ek wish puri bhi nahi huyi to kya hua...
Raman : nahi Ishita sab kuch nahi hai...sab kuch nahi hai...and thinks (mere pas tum jo nhi ho Ishita )
Ishita now understand wat Raman said...and she lowers her head...
Raman : are tumhe kya hua...accha baba batata hu maine maanga ki...
Ishita puts her finger on Raman's lips nahi Raman mat batana warna wish puri nahi hogi...
Ishita takes her hand back
Raman change the topic and said chalo chale tumhe nind aa rahi hogi...
Ishita : nahi Raman aaj nind nahi aa rahi..
Raman : to ek game khele...
Ishita : game kya ???
Raman : taare ginna hai...
Ishita : kya taare...
Raman : haa kyu bachpan me kabhi nahi ginne...
Ishita : gine lekin...
Raman : lekin kya...
Ishita : lekin ab hum bacche nahi hai.
Raman : lekin bachpana to laa sakte hai naa...
Ishita : kaise...
Raman : ahh taare gin ke...
He goes near her and said may i put my hand on ur shoulder lady...
Ishita : aap husband hai naa mere...
Raman : abhi tak to hu...husband
Ishita : to aap ko permission ki jarurat nahi hai...
Raman place his hand on her shoulder Ishra side facing each other...
Raman pointing in the sky...ye side tumahra ye side mera...ok and moon is our middle point ok
Both count star from some time...
Ishita 1st time seeing laugh and happiness on Ramans face after thier marrige...she is just so lost in his laughing...
Bg
Hasne Laga Sehra.... Hasne Laga Sehra
Khilne Lagi Kaliyaan..Ghar Aangan Galiyaan
ho DO Haseen tan Man Ka yeh haseen Bandhan hai
Jhum Uthi hai ghadiya suhani.....
Kabhi Kam na hongi ye Chahte Pal Pal Badhegi Yeh mohabbatein....
Hope U Like It...
Thank You
No comments:
Post a Comment